Phir wahi Shaam ;
Wahi Gum, wahi tanhai hai…
Dil ko samzhayen teri yaad chali aayi hai…
Phir wahi shayam……
The memories of Retro…॥
Neela aasmaan so gaya
ho ooooo Neela aasmaan so gaya,
O ho, ons barse raat bheege honth tharraaye
Dhadkane kuchh kehna chaahe keh nahin paaye,
Hawa ka geet madhyam hai
Samay ki chaal bhi kam hai,
Neela aasmaan so gayaa,
O, meri baahon mein sharmate lajaate aise tum aaye
Ki jaise baadlon mein chaand dheere dheere aa jaye,
Yeh tanhaayi yeh main aur tum
Zameen bhi ho gayi gumsum ,
Neela aasmaan so gayaa
,ho Neela aasmaan so gaayaa
। Harivansh Rai Bachhan Sahab
“ jab bhii kabhii is tanhai mein ashk sarakte hain,,
jab bhii kabhii chhat pe parchiyion se sapnee chalkte hain;
tab tab ye ehsaas hotaa hai,
ke mere dil ke saath vo dard sota hai,
ke vo dard ke saath ye ashk sooten hain,
ke vo ashkon ke saath vo sapane sooten hain,
Chaala jaataa hoon usakii aaghosh mein ;
jis tanhai mein ye aks sooten hain……
jis tanhai mein ye aks sooten hain…………।
Vipul…।
Happiness is the destination; sadness is just the way through.....whatever...another stupid one liner